Zindagi ko Zindagi Kahun – Hasan Amin ft. Meera (Official Video)



Song : Zindagi Kahun

Singer: Hasan Amin
Film : 5 Ghantey Mien 5 Crore
Artist : Hasan Amin
Lyrics : Hasan Amin
Music : DJ Ali Mustafa
Director : Adeel Ejaz (Andy)
Art Dir : Raza Jaffri
D.O.P : Amir
Make – Up : R Kays
Wardobe : Haseena Khanani & Element Jeans
Official Promoter : Sohail Kalyug Rockerx

Lyrics:

Saaya tera jo mujhko , ab yun nazar aye.
Beetay palu ki yaadein mujhay yun tarpaen.
Ankho ke ashqoun mai dil, dub mera jaaye
Mehrumiyun k aalam mai……..
.
Milay, mujhay tu, dua ye karun,
Meri dhadkano ko zinda mai karun,
Zindagi ko zindagi kahun.
Zindagi ko zindagi kahun. …

Chaha tumhaen tha itna, tumnay na jana kitna,
Deewangi ki hadh tak, menay kia tha utna.
Yaadon mai teri abtak, jalta raha hun mai ab.
Dard bhari ye zindagi,
Meri hasratein bhi tujh mein hain,
Meri aashiqi bhi tujh mein hain,
Meri zindagi bhi tujh mein hai meri jaaannnn.

Milay, mujhay tu, dua ye karun,
Meri dhadkano ko zinda mai karunnn,
Zindagi ko zindagi kahun.
Zindagi ko zindagi kahun. ..

Bujhtay diey sansun k, teray sarhanay mai yun
Tujh ko bulaey raat din,,
Chund he palun main ye ab,saansen rukengi shayad,
Ab bhi tu muor ke dekh le touuu..,
Mai maut ko bhi rok dun
Mai saans ko bhi cheen lun
Mai phir se teri yaadun mai jiyunnn,

Milay, mujhay tu, dua ye karun,
Meri dhadkano ko zinda mai karunnn,
Zindagi ko zindagi kahunnnn.
Zindagi ko zindagi kahunnnnn…

Leave a Comment