Watch Mora Piya Drama OST by Naeem Abbas Rufi
Title/OsT : Mora Piya.
Singer : Naeem Abbas Rufi,
Music Composer : Farrukh Abid and Shoiab Farruhk,
Written by : Mohsin Ali,
Director : Anjum Shahzad,
Produced By : Filmwala Productions
Cast: Amina Shaikh As Ujalla, Adeel Hussain As Faisal, Usman Umair As Azan.
Mora Piya Drama OST Lyrics in written Transliteration
Akele Pan se , Mere Dil Ka Sheher Soona Tha
Na Janay Konsi Manzil Thi, Jis Ko Choona Tha
Naina Hansatey Rahe
Raina Dhalti Rhi
Saye Bhartey Rhe
Sans Chalti Rhi
Sookhe Sawan Ki Boondo Ne Nehla Dia
Phir B Pyasa Ka Pyasa Hai Mora Piya
Mora Piyaaaaaaaaaa
Mora Piyaaaaaaaaaa
Is Ujala Mein Bhi
Dhundli Tasveer Hai
In Sitaroon Ki Rah
Apni Taqdeer Hai
Kaisi Qurbat Thi Woh Jis Ne Tanha Kia
Sath Mere Akela Hai Mora Piya
Mora Piyaaaaaaaaaa
Mora Piyaaaaaaaaaa
Jalta bhujta Hua
Yeh Jo Sanjoog Hai
Ab Yehi Hai Khushi
Ab Yehi Rog Hai
Kaisey Chaina Miley Kaisey Lagay Jiya
Reza Reza Bhikarta Hai Mora Piya
Mora Piyaaaaaaaaaa
Mora Piyaaaaaaaaaa


Tweet This
Share on Facebook
Digg This
Save to delicious
Stumble it
RSS Feed




